People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

dhum machi har or re,
Singer: Paphiya, Sanjay
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/Dhoom-Machi-Har-O
jai ho jai ho, jai ho jai ho
jai ho jai ho, jai ho jai ho

jai maata ki bol raha hai, jai ho
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye

dhum machi har or re, or re
navratro ka jor re, jor re
dhum machi har or re, or re
navratro ka jor re, jor re
jaikaro se gunj raha hai
bhaktjano ka shor re, shor re
bhaktjano ka shor re, shor re
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye

nau din maa ki jyot jagate, jagate
har ghar ke nar naar re, naar re
nau din maa ki jyot jagate, jagate
har ghar ke nar naar re, naar re
maiya ke sang bhakti wali
jod rahe hai dor re, dor re
jod rahe hai dor re, dor re
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye

khetri bije mangal gaaye, gaaye
kare maa ka singaar re, singaar re
khetri bije mangal gaaye, gaaye
kare maa ka singaar re, singaar re
moh maya ko taj ke prani
kare karam par gaur re, gaur re
kare karam par gaur re, gaur re
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye

phulo se gharbar sajaye, sajaye
mahkaye man gulshan ko, gulshan ko
phulo se gharbar sajaye, sajaye
mahkaye man gulshan ko, gulshan ko
magan huyi duniya sari
naach raha man mor re, mor re
naach raha man mor re, mor re
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye

rakhe hai vrat bhakto ne, bhakto ne
maiya shubh din aaye hai, aaye hai
rakhe hai vrat bhakto ne, bhakto ne
maiya shubh din aaye hai, aaye hai
ek saal me do baar aata
aisa mangal daur re, daur re
aisa mangal daur re, daur re
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
jai maata ki bol raha hai
ye jag sara harshaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye
ghar ghar khetri bije, navratro ke din aaye
jai maata ki bol raha hai
hey dukhbhanjan kaato bandhan
Singer: Paphiya
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/He-Dukhbhanjan/Jg
hey dukhbhanjan kaato bandhan
daya karo mahamaya, kar aanchal ki chhaya
hey dukhbhanjan kaato bandhan
hey dukhbhanjan kaato bandhan
daya karo mahamaya, kar aanchal ki chhaya
kar aanchal ki chhaya

din jano ke met le dukh ko
kar de daya tu, mod na mukh ko
teri sharan me aayi daasi
taj ke jivan ke har sukh ko
pag se apne mujhko laga le
pag se apne mujhko laga le
kundan kar do kaay, kar aanchal ki chhaya
maa kar aanchal ki chhaya

palchhin me ye duniya taari
aayi na ab tak meri baari
kab taarogi mujhko daatri
manwa mera dukh se bhari
tujh bin mujhko, hey vardaatri
tujh bin mujhko, hey vardaatri
aur na koi bhaya, kar aanchal ki chhaya
maa kar aanchal ki chhaya

mera ghar aangan mahka do
saaf karo mere gham ka jaala
mere andhiyare jivan me
kar do maiya ji ujiyala
mere ghar par sada banaye
mere ghar par sada banaye
rakhna apna saya, kar aanchal ki chhaya
maa kar aanchal ki chhaya

ro ro kar ab to maiya ji
sukh gaye hai mere naina
tere darshan ke bin ambe
ab aayega na mujhe chaina
teri tu hi jane maiya
teri tu hi jane maiya
kya hai teri maya, kar aanchal ki chhaya
maa kar aanchal ki chhaya
kar aanchal ki chhaya
maa kar aanchal ki chhaya
kar aanchal ki chhaya
maa kar aanchal ki chhaya
maiya ki nathnaiya,
Singer: Shaily
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/Maiya-Ki-Nathania
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya
jai jai maa maa maa meri maiya

maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
nath rahi sara sansaar, nathnaiya maiya ki
?mano pirali muhaas, nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

chandi ki naahi, taambe ki naahi
chandi ki naahi, taambe ki naahi
sone ki naahi, rupaye ki naahi
sone ki naahi, rupaye ki naahi
mamta ka uphaar
mamta ka uphaar, nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

ye nath hai sansaar ki shobha
ye nath hai sansaar ki shobha
pawan aachar vichaar ki shobha
pawan aachar vichaar ki shobha
naari ka satkar, shrishti ka avtaar
nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki

aas beaaso ki hai nathnaiya
aas beaaso ki hai nathnaiya
naath anaatho ki hai nathnaiya
naath anaatho ki hai nathnaiya
sab pe kare upkaar
sab pe kare upkaar
nathnaiya maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
maiya ki nathnaiya, maiya ki
ghanghor andhero mey
Singer: Shaily
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/Ghanghor-Andheron
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
kab tak main aur jeeyu, ye aansu peete maa

ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
kab tak main aur jeeyu, ye aansu peete maa
kab tak main aur jeeyu, ye aansu peete maa
mujhe darshan do, mujhe apna lo
mujhe darshan do, mujhe apna lo
na modo reete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa

tujh bin na koi mera, daala ghamo ne ghera
tujh bin na koi mera, daala ghamo ne ghera
bas ek sahara hai tera, hath pakad lo mera
har din ek ek saal lage, ye jivan jeete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa

tu mamta ka saagar, karuna ki tu gaagar
tu mamta ka saagar, karuna ki tu gaagar
apni daya se kar do maa
mere sukho ko ujagar
aur jeeyu kaise ab zakhmo ko seete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
kab tak main aur jeeyu, ye aansu peete maa
kab tak main aur jeeyu, ye aansu peete maa
mujhe darshan do, mujhe apna lo
mujhe darshan do, mujhe apna lo
na modo reete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
ghanghor andhero me, ye jivan beete maa
Tu Hai Apsara
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/Tu-Hai-Apsara/JR0
kudrat ne banayi sab tasveere
tujh me hai kuch khaas baat
rab ne tujhe fursat se banaya
main niharu tujhe din raat

rang rup tera kamaal hai
nahi teri koi misaal hai
rang rup tera kamaal hai
nahi teri koi misaal hai
man mohini teri ada
tujhe dekh ke mujhe yu laga
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
lahar lahar lahro ki tarah
lahar lahar lahro ki tarah
tu chale jidhar lahro ki tarah
tu chale jidhar lahro ki tarah
tu hai koi apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara

tani tani bhauhe hai teri
nain tere kajrare se
honth kamal ki pankhudiya
rukh sare tere hai pyare se
srrr tu hawa si chale
jhrrr jharno si lage
tu hai sunder bala
jharno si lage, tu hai sunder bala
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara

patli patang, chanchal chitwan
adhro pe tere muskan rahe
boli hai teri misri ki daali
baithi tu jidhar teri shaan rahe
koyal ki tarah ho
koyal ki tarah payal bole
chham chham karti pag par dole
tu hai kudrat ki kala
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
tu hai apsara, tu hai apsara
Ye Sachha Darbar
Singer: Shaily, Sanjay
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/Ye-Sachcha-Darbar
ye sachha darbar
yaha se khali koi na jaye
ye sachha darbar
yaha se khali koi na jaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
ye sachha darbar

man ke mail hata do
man se maa ka darshan hoga
dar dar ka jo bana bhikhari
wo na kabhi nirdhan hoga
man ke mail hata do
man se maa ka darshan hoga
dar dar ka jo bana bhikhari
wo na kabhi nirdhan hoga
maa ki najar pade to kankar bhi heera ban jaye
maa ki najar pade to kankar bhi heera ban jaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
ye sachha darbar

jyoti rup me shakti baithi
agar is par vishwas karo
mushkil manjil aasa hogi
jo dil se ardaas karo
jyoti rup me shakti baithi
agar is par vishwas karo
mushkil manjil aasa hogi
jo dil se ardaas karo
is dar ka jo bana bhikhari
wo raja kahlaye
is dar ka jo bana bhikhari
wo raja kahlaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
ye sachha darbar

wo na kabhi maayus milega
wo maa ka matwala hai
usko bhi na maa bakshegi
jo bhi man ka kala hai
wo na kabhi maayus milega
wo maa ka matwala hai
usko bhi na maa bakshegi
jo bhi man ka kala hai
maata jaani jaan hai bande
tu kya yaha chhupaye
maata jaani jaan hai bande
tu kya yaha chhupaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
ye sachha darbar
yaha se khali koi na jaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
bin maange milti hai murade
daman jo failaye
ashqo ko pee lenge
Lyricist: Praveen Dutta
Album: Aadi Shakthi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadi-Shakti/Ashkon-Ko-Pee-Len
aaj nahi naachoge to phir kab naachoge
aaj nahi naachoge to phir kab naachoge
aaj nahi naachoge to phir kab naachoge
aaj nahi naachoge to phir kab naachoge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
ashq, ashq kehte hai ji aansuo ko
tere darbar aansu nahi bahayenge
royenge nahi, fariyad bhi nahi karenge
kyuki tu to dilo ke haal jaanti hai

ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
jis haal me rakhe maa
jis haal me rakhe maa
us haal me jee lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
ye phul bhi tere hai, kaante bhi tere hai
ye phul bhi tere hai, kaante bhi tere hai
ye phul bhi tere hai, kaante bhi tere hai
tu apni khushi se maa jo degi wahi lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
duniya se kya maange, wo degi to kya degi
duniya se kya maange, wo degi to kya degi
duniya se kya maange, wo degi to kya degi
duniya se kya maange, wo degi to kya degi
humne jo lena hai maa tumse hi lena hai
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
jis haal me rakhe maa
us haal me jee lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge
ashqo ko pee lenge, hontho ko si lenge